ہے مجھے ابر بہاری کا برس کر کھلناروتے روتے غم فرقت میں فنا ہو جاناhai mujhe abr-e-bahārī kā baras kar khulnārote rote ġham-e-furqat meñ fanā ho jaanāGhamMautBaharمرزا غالبMirza Ghalib
عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانادرد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جاناishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanādard kā had se guzarnā hai davā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
تجھ سے قسمت میں مری صورت قفل ابجدتھا لکھا بات کے بنتے ہی جدا ہو جاناtujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjadthā likhā baat ke bante hī judā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
دل ہوا کشمکش چارۂ زحمت میں تماممٹ گیا گھسنے میں اس عقدے کا وا ہو جاناdil huā kasmakash-e-chāra-e-zehmat meñ tamāmmiT gayā ghisne meñ is uqde kā vā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
اب جفا سے بھی ہیں محروم ہم اللہ اللہاس قدر دشمن ارباب وفا ہو جاناab jafā se bhī haiñ mahrūm ham allāh allāhis qadar dushman-e-arbāb-e-vafā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib