گو جوانی میں تھی کج رائی بہتپر جوانی ہم کو یاد آئی بہتgo javānī meñ thī kaj-rā.ī bahutpar javānī ham ko yaad aa.ī bahutYaadالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
زیر برقع تو نے کیا دکھلا دیاجمع ہیں ہر سو تماشائی بہتzer-e-burqa.a tū ne kyā dikhlā diyājam.a haiñ har sū tamāshā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہٹ پہ اس کی اور پس جاتے ہیں دلراس ہے کچھ اس کو خود رائی بہتhaT pe is kī aur pis jaate haiñ dilraas hai kuchh us ko ḳhud-rā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
سرو یا گل آنکھ میں جچتے نہیںدل پہ ہے نقش اس کی رعنائی بہتsarv yā gul aañkh meñ jachte nahīñdil pe hai naqsh us kī rānā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
چور تھا زخموں میں اور کہتا تھا دلراحت اس تکلیف میں پائی بہتchuur thā zaḳhmoñ meñ aur kahtā thā dilrāhat is taklīf meñ paa.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali