چور تھا زخموں میں اور کہتا تھا دلراحت اس تکلیف میں پائی بہتchuur thā zaḳhmoñ meñ aur kahtā thā dilrāhat is taklīf meñ paa.ī bahutGhamالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گو جوانی میں تھی کج رائی بہتپر جوانی ہم کو یاد آئی بہتgo javānī meñ thī kaj-rā.ī bahutpar javānī ham ko yaad aa.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
زیر برقع تو نے کیا دکھلا دیاجمع ہیں ہر سو تماشائی بہتzer-e-burqa.a tū ne kyā dikhlā diyājam.a haiñ har sū tamāshā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہٹ پہ اس کی اور پس جاتے ہیں دلراس ہے کچھ اس کو خود رائی بہتhaT pe is kī aur pis jaate haiñ dilraas hai kuchh us ko ḳhud-rā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
سرو یا گل آنکھ میں جچتے نہیںدل پہ ہے نقش اس کی رعنائی بہتsarv yā gul aañkh meñ jachte nahīñdil pe hai naqsh us kī rānā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
غم صیاد نہیں ، اور پر و بال بھی ہیںپھر سبب کیا ہے ، نہیں تجھ کو دماغ پروازGham-e-Sayyad Nahin, Aur Par-o-Baal Bhi HainPhir Sabab Kya Hai, Nahin Tujh Ko Damagh-e-Parwazعلامہ اقبالAllama Iqbal
حکومت کا تو کیا رونا کہ وہ اک عارضی شے تھینہیں دنیا کے آئین مسلم سے کوئی چاراHukumat Ka To Kya Rona Ke Woh Ek Aarzi Shay ThiNahin Dunya Ke Aaeen-e-Musallam Se Koi Charaعلامہ اقبالAllama Iqbal