ہٹ پہ اس کی اور پس جاتے ہیں دلراس ہے کچھ اس کو خود رائی بہتhaT pe is kī aur pis jaate haiñ dilraas hai kuchh us ko ḳhud-rā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گو جوانی میں تھی کج رائی بہتپر جوانی ہم کو یاد آئی بہتgo javānī meñ thī kaj-rā.ī bahutpar javānī ham ko yaad aa.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
زیر برقع تو نے کیا دکھلا دیاجمع ہیں ہر سو تماشائی بہتzer-e-burqa.a tū ne kyā dikhlā diyājam.a haiñ har sū tamāshā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
سرو یا گل آنکھ میں جچتے نہیںدل پہ ہے نقش اس کی رعنائی بہتsarv yā gul aañkh meñ jachte nahīñdil pe hai naqsh us kī rānā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
چور تھا زخموں میں اور کہتا تھا دلراحت اس تکلیف میں پائی بہتchuur thā zaḳhmoñ meñ aur kahtā thā dilrāhat is taklīf meñ paa.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali