وصل کے ہو ہو کے ساماں رہ گئےمینہ نہ برسا اور گھٹا چھائی بہتvasl ke ho ho ke sāmāñ rah ga.emeñh na barsā aur ghaTā chhā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گو جوانی میں تھی کج رائی بہتپر جوانی ہم کو یاد آئی بہتgo javānī meñ thī kaj-rā.ī bahutpar javānī ham ko yaad aa.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
زیر برقع تو نے کیا دکھلا دیاجمع ہیں ہر سو تماشائی بہتzer-e-burqa.a tū ne kyā dikhlā diyājam.a haiñ har sū tamāshā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہٹ پہ اس کی اور پس جاتے ہیں دلراس ہے کچھ اس کو خود رائی بہتhaT pe is kī aur pis jaate haiñ dilraas hai kuchh us ko ḳhud-rā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
سرو یا گل آنکھ میں جچتے نہیںدل پہ ہے نقش اس کی رعنائی بہتsarv yā gul aañkh meñ jachte nahīñdil pe hai naqsh us kī rānā.ī bahutالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali