واعظ کمال ترک سے ملتی ہے یاں مراددنیا جو چھوڑ دی ہے تو عقبی بھی چھوڑ دےvaa.iz kamāl-e-tark se miltī hai yaañ murādduniyā jo chhoḌ dī hai to uqbā bhī chhoḌ deDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مجنوں نے شہر چھوڑا تو صحرا بھی چھوڑ دےنظارے کی ہوس ہو تو لیلی بھی چھوڑ دےmajnūñ ne shahr chhoḌā to sahrā bhī chhoḌ denazzāre kī havas ho to lailā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقلید کی روش سے تو بہتر ہے خودکشیرستہ بھی ڈھونڈ خضر کا سودا بھی چھوڑ دےtaqlīd kī ravish se to behtar hai ḳhud-kushīrasta bhī DhūñD ḳhizr kā saudā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
مانند خامہ تیری زباں پر ہے حرف غیربیگانہ شے پہ نازش بے جا بھی چھوڑ دےmānind-e-ḳhāma terī zabāñ par hai harf-e-ġhairbegāna shai pe nāzish-e-bejā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
لطف کلام کیا جو نہ ہو دل میں درد عشقبسمل نہیں ہے تو تو تڑپنا بھی چھوڑ دےlutf-e-kalām kyā jo na ho dil meñ dard-e-ishqbismil nahīñ hai tū to taḌapnā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
روشن تو وہ ہوتی ہے، جہاں بیں نہیں ہوتیجس آنکھ کے پردوں میں نہیں ہے نگہ پاکRoshan To Woh Hoti Hai, Jahan Been Nahin HotiJis Ankh Ke Pardon Mein Nahin Hai Nigah-E-Pakعلامہ اقبالAllama Iqbal