وحدت کی لے سنی تھی دنیا نے جس مکاں سےمیر عرب کو آئی ٹھنڈی ہوا جہاں سےWahdat Ki Laiy Suni Thi Dunya Ne Jis Makan SeMeer-e-Arab (S.A.W.) Ko Aayi Thandi Hawa Jahan SeDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
چشتی نے جس زمیں میں پیغام حق سنایانانک نے جس چمن میں وحدت کا گیت گایاChishti (R.A.) Ne Jis Zameen Mein Pegham-e-Haq SunayaNanak Ne Jis Chaman Mein Wahdat Ka Geet Gayaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تاتاریوں نے جس کو اپنا وطن بنایاجس نے حجازیوں سے دشت عرب چھڑایاTatariyon Ne Jis Ko Apna Watan BanayaJis Ne Hijaziyon Se Dast-e-Arab Chhurayaعلامہ اقبالAllama Iqbal
میرا وطن وہی ہے ، میرا وطن وہی ہےیونانیوں کو جس نے حیران کر دیا تھاMera Watan Wohi Hai, Mera Watan Wohi HaiYunanion Ko Jis Ne Heeran Kar Diya Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal
سارے جہاں کو جس نے علم و ہنر دیا تھامٹی کو جس کی حق نے زر کا اثر دیا تھاSare Jahan Ko Jis Ne Ilm-o-Hunar Diya ThaMitti Ko Jis Ki Haq Ne Zr Ka Asar Diya Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مری نوائے غم آلود ہے متاع عزیزجہاں میں عام نہیں دولت دل ناشادMeri Nawa’ay Gham Aalood Hai Mataa-E-AzizJahan Mein Aam Nahin Doulat-E-Dil Na-Shaadعلامہ اقبالAllama Iqbal