قبر کی ظلمت میں ہے ان آفتابوں کی چمکجن کے دروازوں پہ رہتا تھا جبیں گستر فلکQabr Ki Zulmat Mein Hai Un Aftabon Ki ChamakJin Ke Darwazon Pe Rehta Tha Jabeen-Gastar FalakMautعلامہ اقبالAllama Iqbal
آسماں ، بادل کا پہنے خرقہء دیرینہ ہےکچھ مکدر سا جبین ماہ کا آئینہ ہےAsman, Badal Ka Pehne Kharqa-e-Dairina HaiKuch Mukddar Sa Jabeen-e-Mah Ka Aaeena Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
چاندنی پھیکی ہے اس نظارہء خاموش میںصبح صادق سو رہی ہے رات کی آغوش میںChandni Pheeki Hai Iss Nazara-e-Khamosh MeinSubah-e-Sadiq So Rahi Hai Raat Ki Aghosh Meinعلامہ اقبالAllama Iqbal
کس قدر اشجار کی حیرت فزا ہے خامشیبربط قدرت کی دھیمی سی نوا ہے خامشیKis Qadar Ashjaar Ki Hairat Faza Hai KhamashiBarbat-e-Qudrat Ki Dheemi Si Nawa Hai Khamashiعلامہ اقبالAllama Iqbal
باطن ہر ذرہء عالم سراپا درد ہےاور خاموشی لب ہستی پہ آہ سرد ہےBatin-e-Har Zarra-e-Alam Sarapa Dard HaiAur Khamoshi Lab-e-Hasti Pe Aah-e-Sard Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
ابھی ہیں وہ مرے ہم دم ابھی ہو جائیں گے دشمننہیں اک وضع پر صحبت کبھی یوں ہے کبھی ووں ہےabhī haiñ vo mire hamdam abhī ho jā.eñge dushmannahīñ ik vaz.a par sohbat kabhī yuuñ hai kabhī vuuñ haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
قیس کا ذکر مرے شان جنوں کے آگےاگلے وقتوں کا کوئی بادیہ پیما ہوگاqais kā zikr mire shān-e-junūñ ke aageagle vaqtoñ kā koī bādiya-paimā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
مجھے پیری اور شباب میں جو ہے امتیاز تو اس قدرکوئی جھونکا باد سحر کا تھا مرے پاس سے جو گزر گیاmujhe piirī aur shabāb meñ jo hai imtiyāz to is qadarkoī jhoñkā bād-e-sahar kā thā mire paas se jo guzar gayāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
نفرت کا گماں گزرے ہے میں رشک سے گزراکیوں کر کہوں لو نام نہ ان کا مرے آگےnafrat kā gumāñ guzre hai maiñ rashk se guzrākyūñkar kahūñ lo naam na un kā mire aageمرزا غالبMirza Ghalib