فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کانہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہےfaqat nigāh se hotā hai faisla dil kāna ho nigāh meñ shoḳhī to dilbarī kyā haiHusnعلامہ اقبالAllama Iqbal
نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہےخراج کی جو گدا ہو وہ قیصری کیا ہےnigāh-e-faqr meñ shān-e-sikandarī kyā haiḳhirāj kī jo gadā ho vo qaisarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدیمجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہےbutoñ se tujh ko umīdeñ ḳhudā se naumīdīmujhe batā to sahī aur kāfirī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فلک نے ان کو عطا کی ہے خواجگی کہ جنہیںخبر نہیں روش بندہ پروری کیا ہےfalak ne un ko atā kī hai ḳhvājgī ki jinheñḳhabar nahīñ ravish-e-banda-parvarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسی خطا سے عتاب ملوک ہے مجھ پرکہ جانتا ہوں مآل سکندری کیا ہےisī ḳhatā se itāb-e-mulūk hai mujh parki jāntā huuñ ma.āl-e-sikandarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
تو ہزار عذر کرے مگر ہمیں رشک ہے اور ہی کچھ جگرتری اضطراب نگاہ سے ترے احتیاط کلام سےtū hazār uzr kare magar hameñ rashk hai aur hī kuchh 'jigar'tirī iztirāb-e-nigāh se tire ehtiyāt-e-kalām seجگر مرادآبادیJigar Moradabadi