نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہےخراج کی جو گدا ہو وہ قیصری کیا ہےnigāh-e-faqr meñ shān-e-sikandarī kyā haiḳhirāj kī jo gadā ho vo qaisarī kyā haiHusnعلامہ اقبالAllama Iqbal
بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدیمجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہےbutoñ se tujh ko umīdeñ ḳhudā se naumīdīmujhe batā to sahī aur kāfirī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فلک نے ان کو عطا کی ہے خواجگی کہ جنہیںخبر نہیں روش بندہ پروری کیا ہےfalak ne un ko atā kī hai ḳhvājgī ki jinheñḳhabar nahīñ ravish-e-banda-parvarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کانہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہےfaqat nigāh se hotā hai faisla dil kāna ho nigāh meñ shoḳhī to dilbarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسی خطا سے عتاب ملوک ہے مجھ پرکہ جانتا ہوں مآل سکندری کیا ہےisī ḳhatā se itāb-e-mulūk hai mujh parki jāntā huuñ ma.āl-e-sikandarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
زلف کوں وا کر کہ شاہ عشق کوںسایۂ بال ہما درکار ہےzulf kuuñ vā kar ki shāh-e-ishq kuuñsāya-e-bāl-e-humā darkār haiولی دکنیWali Dakani
دی تو نے مجھے سلطنت بحر و بر اے عشقہونٹوں کو جو خشکی مری آنکھوں کو تری دیdī tū ne mujhe saltanat-e-bahr-o-bar ai ishqhoñToñ ko jo ḳhushkī mirī āñkhoñ ko tarī dīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تغافل میں شوخی نرالی ادا تھیغضب تھا وہ منہ پھیر کر دیکھ لیناtaġhāful meñ shoḳhī nirālī adā thīġhazab thā vo muñh pher kar dekh lenāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ہر گام پہ چند آنکھیں نگراں ہر موڑ پہ اک لیسنس طلباس پارک میں آخر اے اکبر میں نے تو ٹہلنا چھوڑ دیاhar gaam pe chand āñhkeñ nigarāñ har moḌ pe ik licence-talabus park meñ āḳhir ai 'akbar' maiñ ne to Tahalnā chhoḌ diyāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi