قدرت کے مقاصد کا عیار اس کے ارادےدنیا میں بھی میزان، قیامت میں بھی میزانQudrat Ke Maqasid Ka Ayar Uss Ke IradeDunya Mein Bhi Meezan, Qayamat Mein Bhi MeezanDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہرلحظہ ہے مومن کی نئی شان، نئی آن!گفتار میں، کردار میں، اللہ کی برہانHar Lehza Hai Momin Ki Nayi Shan, Nayi AanGuftar Mein, Kirdar Mein, Allah Ki Burhan!علامہ اقبالAllama Iqbal
قہاری و غفاری و قدوسی و جبروتیہ چار عناصر ہوں تو بنتا ہے مسلمانQahhari-o-Ghaffari-o-Quddusi-o-JabrootYe Char Anasir Hon To Banta Hai Musalmanعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہمسایہء جبریل امیں بندئہ خاکیہے اس کا نشیمن نہ بخارا نہ بدخشانHumsaya-e-Jibreel-e-Ameen Banda-e-KhakiHai Iss Ka Nasheman Na Bukhara Na Badakhshanعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ راز کسی کو نہیں معلوم کہ مومن!قاری نظر آتا ہے ، حقیقت میں ہے قرآنYe Raaz Kisi Ko Nahin Maloom Ke MominQari Nazar Ata Hai, Haqiqat Mein Hai Quran!علامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi