علم کی حد سے پرے ، بندہ مومن کے لیےلذت شوق بھی ہے ، نعمت دیدار بھی ہےIlm Ki Had Se Pare, Banda-e-Momin Ke LiyeLazzat-e-Shauq Bhi Hai, Naimat-e-Didar Bhi HaiKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مکتبوں میں کہیں رعنائی افکار بھی ہے؟خانقاہوں میں کہیں لذت اسرار بھی ہے؟Maktabon Mein Kahin Raanayi-e-Afkaar Bhi Hai?Khanqahon Mein Kahin Lazzat-e-Asrar Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
منزل راہرواں دور بھی ، دشوار بھی ہےکوئی اس قافلے میں قافلہ سالار بھی ہے؟Manzil-e-Rahrawan Door Bhi, Dushwar Bhi HaiKoi Iss Qafle Mein Qafla Salaar Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
بڑھ کے خیبر سے ہے یہ معرکہ دین و وطناس زمانے میں کوئی حیدر کرار بھی ہے؟Barh Ke Khayber Se Hai Ye Maarka-e-Deen-o-WatanIss Zamane Mein Koi Haidar-e-Karar Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
پیر میخانہ یہ کہتا ہے کہ ایوان فرنگ!سست بنیاد بھی ہے ، آئنہ دیوار بھی ہےPeer-e-Maikhana Ye Kehta Hai Ke Aiwan-e-FarangSust Bunyad Bhi Hai, Aaeena Diwar Bhi Hai !علامہ اقبالAllama Iqbal
وہ نشان سجدہ جو روشن تھا کوکب کی طرحہوگئی ہے اس سے اب ناآشنا تیری جبیںWoh Nishan-e-Sajda Jo Roshan Tha Koukab Ki TarahHo Gyi Hai Uss Se Ab Na-Ashna Teri Jabeenعلامہ اقبالAllama Iqbal
پروانے کو چراغ ہے، بلبل کو پھول بسصدیق کے لیے ہے خدا کا رسول بسParwane Ko Charagh Hai, Bulbul Ko Phool BasSiddique Ke Liye Hai Khuda Ka Rusool (S.A.W.) Basعلامہ اقبالAllama Iqbal