بڑھ کے خیبر سے ہے یہ معرکہ دین و وطناس زمانے میں کوئی حیدر کرار بھی ہے؟Barh Ke Khayber Se Hai Ye Maarka-e-Deen-o-WatanIss Zamane Mein Koi Haidar-e-Karar Bhi Hai?Duniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مکتبوں میں کہیں رعنائی افکار بھی ہے؟خانقاہوں میں کہیں لذت اسرار بھی ہے؟Maktabon Mein Kahin Raanayi-e-Afkaar Bhi Hai?Khanqahon Mein Kahin Lazzat-e-Asrar Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
منزل راہرواں دور بھی ، دشوار بھی ہےکوئی اس قافلے میں قافلہ سالار بھی ہے؟Manzil-e-Rahrawan Door Bhi, Dushwar Bhi HaiKoi Iss Qafle Mein Qafla Salaar Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
علم کی حد سے پرے ، بندہ مومن کے لیےلذت شوق بھی ہے ، نعمت دیدار بھی ہےIlm Ki Had Se Pare, Banda-e-Momin Ke LiyeLazzat-e-Shauq Bhi Hai, Naimat-e-Didar Bhi Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
پیر میخانہ یہ کہتا ہے کہ ایوان فرنگ!سست بنیاد بھی ہے ، آئنہ دیوار بھی ہےPeer-e-Maikhana Ye Kehta Hai Ke Aiwan-e-FarangSust Bunyad Bhi Hai, Aaeena Diwar Bhi Hai !علامہ اقبالAllama Iqbal
روشن تو وہ ہوتی ہے، جہاں بیں نہیں ہوتیجس آنکھ کے پردوں میں نہیں ہے نگہ پاکRoshan To Woh Hoti Hai, Jahan Been Nahin HotiJis Ankh Ke Pardon Mein Nahin Hai Nigah-E-Pakعلامہ اقبالAllama Iqbal