کون دیکھے اسے بیتاب محبت اے دلتو وہ نالے ہی نہ کر جن میں اثر ہوتا ہےkaun dekhe use betāb-e-mohabbat ai diltū vo naale hī na kar jin meñ asar hotā haiIshqجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
کیا برابر کا محبت میں اثر ہوتا ہےدل ادھر ہوتا ہے ظالم نہ ادھر ہوتا ہےkyā barābar kā mohabbat meñ asar hotā haidil idhar hotā hai zālim na udhar hotā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
ہم نے کیا کچھ نہ کیا دیدۂ دل کی خاطرلوگ کہتے ہیں دعاؤں میں اثر ہوتا ہےham ne kyā kuchh na kiyā dīda-e-dil kī ḳhātirlog kahte haiñ duāoñ meñ asar hotā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
دل تو یوں دل سے ملایا کہ نہ رکھا میرااب نظر کے لیے کیا حکم نظر ہوتا ہےdil to yuuñ dil se milāyā ki na rakkhā merāab nazar ke liye kyā hukm-e-nazar hotā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
میں گنہ گار جنوں میں نے یہ مانا لیکنکچھ ادھر سے بھی تقاضائے نظر ہوتا ہےmaiñ gunahgār-e-junūñ maiñ ne ye maanā lekinkuchh udhar se bhī taqāzā-e-nazar hotā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
غازئہ الفت سے یہ خاک سیہ آئینہ ہےاور آئینے میں عکس ہمدم دیرینہ ہےGhazah-e-Ulfat Se Ye Khak-e-Seh Aaeena HaiAur Aaeene Mein Aks-e-Humdam-e-Dairina Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسن نسوانی ہے بجلی تیری فطرت کے لیےپھر عجب یہ ہے کہ تیرا عشق بے پروا بھی ہےHusn-e-Niswani Hai Bijli Teri Fitrat Ke LiyePhir Ajab Ye Hai Ke Tera Ishq Be Parwa Bhi Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal