دیکھا یہ ناؤ نوش کہ نیش فراق سےسینہ تمام خانۂ زنبور ہو گیاdekhā ye nāv-nosh ki nīsh-e-firāq sesiina tamām ḳhāna-e-zambūr ho gayāJudaiمیر تقی میرMir Taqi Mir
آگے جمال یار کے معذور ہو گیاگل اک چمن میں دیدۂ بے نور ہو گیاaage jamāl-e-yār ke ma.azūr ho gayāgul ik chaman meñ dīda-e-be-nūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
اک چشم منتظر ہے کہ دیکھے ہے کب سے راہجوں زخم تیری دوری میں ناسور ہو گیاik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raahjoñ zaḳhm terī duurī meñ nāsūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
قسمت تو دیکھ شیخ کو جب لہر آئی تبدروازہ شیرہ خانے کا معمور ہو گیاqismat to dekh shaiḳh ko jab lahar aa.ī tabdarvāza shīra ḳhāne kā ma.amūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
پہنچا قریب مرگ کے وہ صید ناقبولجو تیری صید گاہ سے ٹک دور ہو گیاpahuñchā qarīb marg ke vo said-e-nā-qubūljo terī said-e-gāh se Tak duur ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
ہے بہت دشوار مرنا یہ سنا کرتے تھے ہمپر جدائی میں تری ہم نے جو دیکھا سہل ہےhai bahut dushvār marnā ye sunā karte the hampar judā.ī meñ tirī ham ne jo dekhā sahl haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
بڑھ گئی جب پدر کو مہر پسراس کو اس سے جدا کیا تو نےbaḌh ga.ī jab pidar ko mehr-e-pisarus ko us se judā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
آتش ہجر لالہ رو سوں ولیداغ سینے میں یادگاری ہےātish-e-hijr-e-lāla-rū suuñ 'valī'daaġh siine meñ yādgārī haiولی دکنیWali Dakani