دیکھا جو میں نے یار تو وہ میر ہی نہیںتیرے غم فراق میں رنجور ہو گیاdekhā jo maiñ ne yaar to vo 'mīr' hī nahīñtere ġham-e-firāq meñ ranjūr ho gayāGhamJudaiDostiمیر تقی میرMir Taqi Mir
آگے جمال یار کے معذور ہو گیاگل اک چمن میں دیدۂ بے نور ہو گیاaage jamāl-e-yār ke ma.azūr ho gayāgul ik chaman meñ dīda-e-be-nūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
اک چشم منتظر ہے کہ دیکھے ہے کب سے راہجوں زخم تیری دوری میں ناسور ہو گیاik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raahjoñ zaḳhm terī duurī meñ nāsūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
قسمت تو دیکھ شیخ کو جب لہر آئی تبدروازہ شیرہ خانے کا معمور ہو گیاqismat to dekh shaiḳh ko jab lahar aa.ī tabdarvāza shīra ḳhāne kā ma.amūr ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
پہنچا قریب مرگ کے وہ صید ناقبولجو تیری صید گاہ سے ٹک دور ہو گیاpahuñchā qarīb marg ke vo said-e-nā-qubūljo terī said-e-gāh se Tak duur ho gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
دل گیا رونق حیات گئیغم گیا ساری کائنات گئیdil gayā raunaq-e-hayāt ga.īġham gayā saarī kā.enāt ga.īجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بن ترے اے بت خود کام یہ دل کو ہے خطرتیرے عاشق کا تمام آہ کہیں کام نہ ہوbin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatartere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جلوہ دکھا رہا ہے وہ آئینۂ جمالآتی ہے ہم کو شرم کہ کیا منہ دکھائیں ہمjalva dikhā rahā hai vo ā.īna-e-jamālaatī hai ham ko sharm ki kyā muñh dikhā.eñ hamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi