دیکھنا لالۂ خود رو کا لہکنا ساقیکوہ سے دوڑ گئی آگ بیاباں کی طرفdekhnā lāla-e-ḳhud-rav kā lahaknā saaqīkoh se dauḌ ga.ī aag bayābāñ kī tarafMai-kadaنظم طباطبائیNazm Tabatabai
یوں میں سیدھا گیا وحشت میں بیاباں کی طرفہاتھ جس طرح سے آتا ہے گریباں کی طرفyuuñ maiñ sīdhā gayā vahshat meñ bayābāñ kī tarafhaath jis tarah se aatā hai garebāñ kī tarafنظم طباطبائیNazm Tabatabai
بیٹھے بیٹھے دل غمگیں کو یہ کیا لہر آئیاٹھ کے طوفان چلا دیدۂ گریاں کی طرفbaiThe baiThe dil-e-ġham-ghīñ ko ye kyā lahr aa.īuTh ke tūfān chalā dīda-e-giryāñ kī tarafنظم طباطبائیNazm Tabatabai
رو دیا دیکھ کے اکثر میں بہار شبنمہنس دیا دیکھ کے اکثر گل خنداں کی طرفro diyā dekh ke aksar maiñ bahār-e-shabnamhañs diyā dekh ke aksar gul-e-ḳhandāñ kī tarafنظم طباطبائیNazm Tabatabai
بات چھپتی نہیں پڑتی ہیں نگاہیں سب کیاس کے دامن کی طرف میرے گریباں کی طرفbaat chhuptī nahīñ paḌtī haiñ nigāheñ sab kīus ke dāman kī taraf mere garebāñ kī tarafنظم طباطبائیNazm Tabatabai
زندگی کی رہ میں چل، لیکن ذرا بچ بچ کے چلیہ سمجھ لے کوئی مینا خانہ بار دوش ہےZindagi Ki Rah Mein Chal, Lekin Zara Bach Bach Ke ChalYe Samajh Le Koi Meena Khana Bar-e-Dosh Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
عذر پرہیز پہ کہتا ہے بگڑ کر ساقیہے ترے دل میں وہی کاوش انجام ابھیUzr-e-Parhaiz Pe Kehta Hai Bigar Kar SaqiHai Tere Dil Mein Wohi Kaswish-e-Anjam Abhiعلامہ اقبالAllama Iqbal