کہا میں نے کہ دے اس کو اجازت آہ کرنے کیکہا اس نے بھڑک اٹھے اگر سوز جگر کیا ہوkahā maiñ ne ki de us ko ijāzat aah karne kīkahā us ne bhaḌak uTThe agar soz-e-jigar kyā hoGhamنظم طباطبائیNazm Tabatabai
عبث ہے ناز استغنا پہ کل کی کیا خبر کیا ہوخدا معلوم یہ سامان کیا ہو جائے سر کیا ہوabas hai nāz-e-istiġhnā pe kal kī kyā ḳhabar kyā hoḳhudā ma.alūm ye sāmān kyā ho jaa.e sar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
یہ آہ بے اثر کیا ہو یہ نخل بے ثمر کیا ہونہ ہو جب درد ہی یارب تو دل کیا ہو جگر کیا ہوye āh-e-be-asar kyā ho ye naḳhl-e-be-samar kyā hona ho jab dard hī yā-rab to dil kyā ho jigar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
جہاں انسان کھو جاتا ہو خود پھر اس کی محفل میںرسائی کس طرح ہو دخل کیوں کر ہو گزر کیا ہوjahāñ insān kho jaatā ho ḳhud phir us kī mahfil meñrasā.ī kis tarah ho daḳhl kyūñkar ho guzar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
نہ پوچھوں گا میں یہ بھی جام میں ہے زہر یا امرتتمہارے ہاتھ سے اندیشۂ نفع و ضرر کیا ہوna pūchhūñgā maiñ ye bhī jaam meñ hai zahr yā amrittumhāre haath se andesha-e-naf-o-zarar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
تری خوشی سے اگر غم میں بھی خوشی نہ ہوئیوہ زندگی تو محبت کی زندگی نہ ہوئیtirī ḳhushī se agar ġham meñ bhī ḳhushī na huīvo zindagī to mohabbat kī zindagī na huīجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اے عافیت کنارہ کر اے انتظام چلسیلاب گریہ درپئے دیوار و در ہے آجai āfiyat kināra kar ai intizām chalsailāb-e-girya darpai-e-dīvār-o-dar hai aajمرزا غالبMirza Ghalib
میں نے دکھلایا فرنگی کو ملوکیت کا خوابمیں نے توڑا مسجد و دیر و کلیسا کا فسوںMein Ne Dikhlaya Farangi Ko Mulukiyat Ka KhawabMein Ne Tora Masjid-o-Dair-o-Kalisa Ka Fusoonعلامہ اقبالAllama Iqbal