گرا دیا ہے ہمیں کس نے چاہ الفت میںہم آپ ڈوبے کسی اپنے آشنا کے لیےgirā diyā hai hameñ kis ne chāh-e-ulfat meñham aap Duube kisī apne āshnā ke liyeIshqبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہوا میں پھرتے ہو کیا حرص اور ہوا کے لیےغرور چھوڑ دو اے غافلو خدا کے لیےhavā meñ phirte ho kyā hirs aur havā ke liyeġhurūr chhoḌ do ai ġhāfilo ḳhudā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جہاں میں چاہیئے ایوان و قصر شاہوں کویہ ایک گنبد گردوں ہے بس گدا کے لیےjahāñ meñ chāhiye aivān o qasr shāhoñ koye ek gumbad-e-gardūñ hai bas gadā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وہ آئینہ ہے کہ جس کو ہے حاجت سیماباک اضطراب ہے کافی دل صفا کے لیےvo ā.īna hai ki jis ko hai hājat-e-sīmābik iztirāb hai kaafī dil-e-safā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تپش سے دل کا ہو کیا جانے سینے میں کیا حالجو تیرے تیر کا روزن نہ ہو ہوا کے لیےtapish se dil kā ho kyā jaane siine meñ kyā haaljo tere tiir kā rauzan na ho havā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
عشق بھی ہو حجاب میں ، حسن بھی ہو حجاب میںیا تو خود آشکار ہو یا مجھے آشکار کرIshq Bhi Ho Hijab Mein, Husn Bhi Ho Hijab MeinYa Tu Khud Ashkar Ho Ya Mujhe Aashkar Karعلامہ اقبالAllama Iqbal
عشق لا محدود جب تک رہنما ہوتا نہیںزندگی سے زندگی کا حق ادا ہوتا نہیںishq-e-lā-mahdūd jab tak rahnumā hotā nahīñzindagī se zindagī kā haq adā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اپنے عاشق کوں دکھاؤ جلوۂ ایماں فریبعقل کی رکھتا ہے بو زاہد کوں مجنوں مت کروسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi