جہاں میں چاہیئے ایوان و قصر شاہوں کویہ ایک گنبد گردوں ہے بس گدا کے لیےjahāñ meñ chāhiye aivān o qasr shāhoñ koye ek gumbad-e-gardūñ hai bas gadā ke liyeDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہوا میں پھرتے ہو کیا حرص اور ہوا کے لیےغرور چھوڑ دو اے غافلو خدا کے لیےhavā meñ phirte ho kyā hirs aur havā ke liyeġhurūr chhoḌ do ai ġhāfilo ḳhudā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گرا دیا ہے ہمیں کس نے چاہ الفت میںہم آپ ڈوبے کسی اپنے آشنا کے لیےgirā diyā hai hameñ kis ne chāh-e-ulfat meñham aap Duube kisī apne āshnā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وہ آئینہ ہے کہ جس کو ہے حاجت سیماباک اضطراب ہے کافی دل صفا کے لیےvo ā.īna hai ki jis ko hai hājat-e-sīmābik iztirāb hai kaafī dil-e-safā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تپش سے دل کا ہو کیا جانے سینے میں کیا حالجو تیرے تیر کا روزن نہ ہو ہوا کے لیےtapish se dil kā ho kyā jaane siine meñ kyā haaljo tere tiir kā rauzan na ho havā ke liyeبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل کہ ہے بے تابی الفت میں دنیا سے نفورکھنچ لایا ہے مجھے ہنگامہ عالم سے دورDil Ke Hai Betabi-e-Ulfat Mein Duniya Se NafoorKhanch Laya Hai Mujhe Hangama E Aalam Se Doorعلامہ اقبالAllama Iqbal
اے مے غفلت کے سر مستو ، کہاں رہتے ہو تمکچھ کہو اس دیس کی آ خر ، جہاں رہتے ہو تمAe Mye Ghaflat Ke Sermasto! Kahan Rehte Ho Tum?Kuch Kaho Uss Dais Ki Aakhir, Jahan Rehte Ho Tumعلامہ اقبالAllama Iqbal