پیار سے کر کے حمائل غیر کی گردن میں ہاتھمارتے تیغ ستم سے مجھ کو گردن آپ ہیںpyaar se kar ke hamā.il ġhair kī gardan meñ haathmārte teġh-e-sitam se mujh ko gardan aap haiñIshqبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جب کبھی دریا میں ہوتے سایہ افگن آپ ہیںفلس ماہی کو بتاتے ماہ روشن آپ ہیںjab kabhī dariyā meñ hote saya-afgan aap haiñfils-e-māhī ko batāte māh-e-raushan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سیتے ہیں سوزن سے چاک سینہ کیا اے چارہ سازخار غم سینے میں اپنے مثل سوزن آپ ہیںsiite haiñ sozan se chāk-e-sīna kyā ai chārasāzḳhār-e-ġham siine meñ apne misl-e-sozan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کھینچ کر آنکھوں میں اپنی سرمۂ دنبالہ دارکرتے پیدا سحر سے نرگس میں سوسن آپ ہیںkhīñch kar āñkhoñ meñ apnī surma-e-dumbāla-dārkarte paidā sehr se nargis meñ sosan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیکھ کر صحرا میں مجھ کو پہلے گھبرایا تھا قیسپھر جو پہچانا تو بولا حضرت من آپ ہیںdekh kar sahrā meñ mujh ko pahle ghabrāyā thā qaisphir jo pahchānā to bolā hazrat-e-man aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal