کھینچ کر آنکھوں میں اپنی سرمۂ دنبالہ دارکرتے پیدا سحر سے نرگس میں سوسن آپ ہیںkhīñch kar āñkhoñ meñ apnī surma-e-dumbāla-dārkarte paidā sehr se nargis meñ sosan aap haiñHusnRaatبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جب کبھی دریا میں ہوتے سایہ افگن آپ ہیںفلس ماہی کو بتاتے ماہ روشن آپ ہیںjab kabhī dariyā meñ hote saya-afgan aap haiñfils-e-māhī ko batāte māh-e-raushan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سیتے ہیں سوزن سے چاک سینہ کیا اے چارہ سازخار غم سینے میں اپنے مثل سوزن آپ ہیںsiite haiñ sozan se chāk-e-sīna kyā ai chārasāzḳhār-e-ġham siine meñ apne misl-e-sozan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پیار سے کر کے حمائل غیر کی گردن میں ہاتھمارتے تیغ ستم سے مجھ کو گردن آپ ہیںpyaar se kar ke hamā.il ġhair kī gardan meñ haathmārte teġh-e-sitam se mujh ko gardan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیکھ کر صحرا میں مجھ کو پہلے گھبرایا تھا قیسپھر جو پہچانا تو بولا حضرت من آپ ہیںdekh kar sahrā meñ mujh ko pahle ghabrāyā thā qaisphir jo pahchānā to bolā hazrat-e-man aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نیند سیں کھل گئیں مری آنکھیں سو دیکھا یار کوںیا اندھارا اس قدر تھا یا اجالا ہو گیاسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
شرر بن کے رہتی ہے انساں کے دل میںوہ ہے نور مطلق کی آنکھوں کا تاراSharar Ban Ke Rehti Hai Insan Ke Dil MeinWoh Hai Noor-e-Mutliq Ki Ankhon Ka Taraعلامہ اقبالAllama Iqbal