خاکساری کیا عجب کھووے اگر دل کا غبارخاک سے دیکھو کہ آئینہ صفا کیونکر ہواḳhāksārī kyā ajab khove agar dil kā ġhubārḳhaak se dekho ki ā.īna safā kyūñkar huāHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا کہوں دل مائل زلف دوتا کیونکر ہوایہ بھلا چنگا گرفتار بلا کیونکر ہواkyā kahūñ dil mā.il-e-zulf-e-dotā kyūñkar huāye bhalā chañgā giraftār-e-balā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جن کو محراب عبادت ہو خم ابروئے یاران کا کعبے میں کہو سجدہ ادا کیونکر ہواjin ko mehrāb-e-ibādat ho ḳham-e-abrū-e-yārun kā kaabe meñ kaho sajda adā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیدۂ حیراں ہمارا تھا تمہارے زیر پاہم کو حیرت ہے کہ پیدا نقش پا کیونکر ہواdīda-e-hairāñ hamārā thā tumhāre zer-e-pāham ko hairat hai ki paidā naqsh-e-pā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نامہ بر خط دے کے اس نو خط کو تو نے کیا کہاکیا خطا تجھ سے ہوئی اور وہ خفا کیونکر ہواnāma-bar ḳhat de ke us nau-ḳhat ko tū ne kyā kahākyā ḳhatā tujh se huī aur vo ḳhafā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نیند سیں کھل گئیں مری آنکھیں سو دیکھا یار کوںیا اندھارا اس قدر تھا یا اجالا ہو گیاسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
شرر بن کے رہتی ہے انساں کے دل میںوہ ہے نور مطلق کی آنکھوں کا تاراSharar Ban Ke Rehti Hai Insan Ke Dil MeinWoh Hai Noor-e-Mutliq Ki Ankhon Ka Taraعلامہ اقبالAllama Iqbal