جن کو محراب عبادت ہو خم ابروئے یاران کا کعبے میں کہو سجدہ ادا کیونکر ہواjin ko mehrāb-e-ibādat ho ḳham-e-abrū-e-yārun kā kaabe meñ kaho sajda adā kyūñkar huāDostiHusnKhudaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا کہوں دل مائل زلف دوتا کیونکر ہوایہ بھلا چنگا گرفتار بلا کیونکر ہواkyā kahūñ dil mā.il-e-zulf-e-dotā kyūñkar huāye bhalā chañgā giraftār-e-balā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیدۂ حیراں ہمارا تھا تمہارے زیر پاہم کو حیرت ہے کہ پیدا نقش پا کیونکر ہواdīda-e-hairāñ hamārā thā tumhāre zer-e-pāham ko hairat hai ki paidā naqsh-e-pā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نامہ بر خط دے کے اس نو خط کو تو نے کیا کہاکیا خطا تجھ سے ہوئی اور وہ خفا کیونکر ہواnāma-bar ḳhat de ke us nau-ḳhat ko tū ne kyā kahākyā ḳhatā tujh se huī aur vo ḳhafā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خاکساری کیا عجب کھووے اگر دل کا غبارخاک سے دیکھو کہ آئینہ صفا کیونکر ہواḳhāksārī kyā ajab khove agar dil kā ġhubārḳhaak se dekho ki ā.īna safā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
بے دماغی شکوہ سنج رشک ہم دیگر نہیںیار تیرا جام مے خمیازہ میرا آشناbe-dimāġhī shikva-sañj-e-rashk-e-ham-dīgar nahīñyaar terā jām-e-mai ḳhamyāza merā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib