بند ہے جس خانۂ زنداں میں دیوانہ تیرااس کا دروازہ پری رو روز و شب کھلتا نہیںband hai jis ḳhāna-e-zindāñ meñ dīvāna terāus kā darvāza parī-rū roz o shab khultā nahīñRaatبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیونکہ ہم دنیا میں آئے کچھ سبب کھلتا نہیںاک سبب کیا بھید واں کا سب کا سب کھلتا نہیںkyūñki ham duniyā meñ aa.e kuchh sabab khultā nahīñik sabab kyā bhed vaañ kā sab kā sab khultā nahīñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پوچھتا ہے حال بھی گر وہ تو مارے شرم کےغنچۂ تصویر کے مانند لب کھلتا نہیںpūchhtā hai haal bhī gar vo to maare sharm keġhuncha-e-tasvīr ke mānind lab khultā nahīñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
شاہد مقصود تک پہنچیں گے کیونکر دیکھیےبند ہے باب تمنا ہے غضب کھلتا نہیںshāhid-e-maqsūd tak pahuñcheñge kyūñkar dekhiyeband hai bāb-e-tamannā hai ġhazab khultā nahīñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل ہے یہ غنچہ نہیں ہے اس کا عقدہ اے صباکھولنے کا جب تلک آوے نہ ڈھب کھلتا نہیںdil hai ye ġhuncha nahīñ hai is kā uqda ai sabākholne kā jab talak aave na Dhab khultā nahīñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سیہ پیرہن شام کو دے رہے تھےستاروں کو تعلیم تابندگی تھیSiyah-e-Pairhan Sham Ko De Rahe TheSitaron Ko Taleem-e-Tabindagi Thiعلامہ اقبالAllama Iqbal