واں رسائی نہیں تو پھر کیا ہےیہ جدائی نہیں تو پھر کیا ہےvaañ rasā.ī nahīñ to phir kyā haiye judā.ī nahīñ to phir kyā haiJudaiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہو ملاقات تو صفائی سےاور صفائی نہیں تو پھر کیا ہےho mulāqāt to safā.ī seaur safā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل ربا کو ہے دل ربائی شرطدل ربائی نہیں تو پھر کیا ہےdilrubā ko hai dilrubā.ī shartdilrubā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گلہ ہوتا ہے آشنائی میںآشنائی نہیں تو پھر کیا ہےgila hotā hai āshnā.ī meñāshnā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اللہ اللہ رے ان بتوں کا غروریہ خدائی نہیں تو پھر کیا ہےallāh allāh re un butoñ kā ġhurūrye ḳhudā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
بولی کہ مجھے رخصت تنویر عطا ہوجب تک نہ ہو مشرق کا ہر اک ذرہ جہاں تابBoli Ke Mujhe Rukhsat-e-Tanveer Atta HoJab Tak Na Ho Mashriq Ka Har Ek Zarra Jahan Taabعلامہ اقبالAllama Iqbal