اللہ اللہ رے ان بتوں کا غروریہ خدائی نہیں تو پھر کیا ہےallāh allāh re un butoñ kā ġhurūrye ḳhudā.ī nahīñ to phir kyā haiKhudaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
واں رسائی نہیں تو پھر کیا ہےیہ جدائی نہیں تو پھر کیا ہےvaañ rasā.ī nahīñ to phir kyā haiye judā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہو ملاقات تو صفائی سےاور صفائی نہیں تو پھر کیا ہےho mulāqāt to safā.ī seaur safā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل ربا کو ہے دل ربائی شرطدل ربائی نہیں تو پھر کیا ہےdilrubā ko hai dilrubā.ī shartdilrubā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گلہ ہوتا ہے آشنائی میںآشنائی نہیں تو پھر کیا ہےgila hotā hai āshnā.ī meñāshnā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا نمرود نے گو کبر سے دعوی خدائی کاکہیں اس کا یہ دعوی پیش جا سکتا ہے کیا قدرتنظیر اکبرآبادیNazeer Akbarabadi
اس طرح اہل ناز ناز کریںبندگی ہے کہ یہ خدائی ہےis tarah ahl-e-nāz naaz kareñbandagī hai ki ye ḳhudā.ī haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
سورج میں لگے دھبا فطرت کے کرشمے ہیںبت ہم کو کہیں کافر اللہ کی مرضی ہےsūraj meñ lage dhabbā fitrat ke karishme haiñbut ham ko kaheñ kāfir allāh kī marzī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
برق حوادث اللہ اللہجھوم رہی ہے شاخ نشیمنbarq-e-havādis allāh allāhjhuum rahī hai shāḳh-e-nashemanجگر مرادآبادیJigar Moradabadi