دیں کیا ہے بلکہ دیجئے ایمان بھی انہیںزاہد یہ بت خدا کی قسم ایسے شخص ہیںdiiñ kyā hai balki dījiye īmān bhī unheñzāhid ye but ḳhudā kī qasam aise shaḳhs haiñKhudaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
واقف ہیں ہم کہ حضرت غم ایسے شخص ہیںاور پھر ہم ان کے یار ہیں ہم ایسے شخص ہیںvāqif haiñ ham ki hazrat-e-ġham aise shaḳhs haiñaur phir ham un ke yaar haiñ ham aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیوانے تیرے دشت میں رکھیں گے جب قدممجنوں بھی لے گا ان کے قدم ایسے شخص ہیںdīvāne tere dasht meñ rakkheñge jab qadammajnūñ bhī legā un ke qadam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جن پہ ہوں ایسے ظلم و ستم ہم نہیں وہ لوگہوں روز بلکہ لطف و کرم ایسے شخص ہیںjin pe hoñ aise zulm o sitam ham nahīñ vo loghoñ roz balki lutf o karam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یوں تو بہت ہیں اور بھی خوبان دل فریبپر جیسے پر فن آپ ہیں کم ایسے شخص ہیںyuuñ to bahut haiñ aur bhī ḳhūbān-e-dil-farebpar jaise pur-fan aap haiñ kam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib