واقف ہیں ہم کہ حضرت غم ایسے شخص ہیںاور پھر ہم ان کے یار ہیں ہم ایسے شخص ہیںvāqif haiñ ham ki hazrat-e-ġham aise shaḳhs haiñaur phir ham un ke yaar haiñ ham aise shaḳhs haiñGhamDostiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیوانے تیرے دشت میں رکھیں گے جب قدممجنوں بھی لے گا ان کے قدم ایسے شخص ہیںdīvāne tere dasht meñ rakkheñge jab qadammajnūñ bhī legā un ke qadam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جن پہ ہوں ایسے ظلم و ستم ہم نہیں وہ لوگہوں روز بلکہ لطف و کرم ایسے شخص ہیںjin pe hoñ aise zulm o sitam ham nahīñ vo loghoñ roz balki lutf o karam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یوں تو بہت ہیں اور بھی خوبان دل فریبپر جیسے پر فن آپ ہیں کم ایسے شخص ہیںyuuñ to bahut haiñ aur bhī ḳhūbān-e-dil-farebpar jaise pur-fan aap haiñ kam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا کیا جفا کشوں پہ ہیں ان دلبروں کے ظلمایسوں کے سہتے ایسے ستم ایسے شخص ہیںkyā kyā jafā-kashoñ pe haiñ un dilbaroñ ke zulmaisoñ ke sahte aise sitam aise shaḳhs haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل گیا رونق حیات گئیغم گیا ساری کائنات گئیdil gayā raunaq-e-hayāt ga.īġham gayā saarī kā.enāt ga.īجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بن ترے اے بت خود کام یہ دل کو ہے خطرتیرے عاشق کا تمام آہ کہیں کام نہ ہوbin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatartere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جلوہ دکھا رہا ہے وہ آئینۂ جمالآتی ہے ہم کو شرم کہ کیا منہ دکھائیں ہمjalva dikhā rahā hai vo ā.īna-e-jamālaatī hai ham ko sharm ki kyā muñh dikhā.eñ hamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi