تھا جلانا ہی اگر دورئ ساقی سے مجھےتو چراغ در مے خانہ بنایا ہوتاthā jalānā hī agar dūri-e-sāqī se mujheto charāġh-e-dar-e-mai-ḳhāna banāyā hotāMai-kadaRaatبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یا مجھے افسر شاہانہ بنایا ہوتایا مرا تاج گدایانہ بنایا ہوتاyā mujhe afsar-e-shāhāna banāyā hotāyā mirā taaj gadāyāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اپنا دیوانہ بنایا مجھے ہوتا تو نےکیوں خرد مند بنایا نہ بنایا ہوتاapnā dīvāna banāyā mujhe hotā tū nekyuuñ ḳhirad-mand banāyā na banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خاکساری کے لیے گرچہ بنایا تھا مجھےکاش خاک در جانانہ بنایا ہوتاḳhāksārī ke liye garche banāyā thā mujhekaash ḳhāk-e-dar-e-jānāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نشۂ عشق کا گر ظرف دیا تھا مجھ کوعمر کا تنگ نہ پیمانہ بنایا ہوتاnashsha-e-ishq kā gar zarf diyā thā mujh koumr kā tañg na paimāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جو بادہ کش تھے پرانے، وہ اٹھتے جاتے ہیں!کہیں سے آب بقائے دوام لے ساقیJo Badah Kash The Purane, Woh Uthte Jate HainKaheen Se Aab-e-Baqaye Dawam Le Saqi!علامہ اقبالAllama Iqbal