یہ قصہ وہ نہیں تم جس کو قصہ خواں سے سنومرے فسانۂ غم کو مری زباں سے سنوye qissa vo nahīñ tum jis ko qissa-ḳhvāñ se sunomire fasāna-e-ġham ko mirī zabāñ se sunoGhamMautبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سناؤ درد دل اپنا تو دم بہ دم فریادمثال نے مری ہر ایک استخواں سے سنوsunāo dard-e-dil apnā to dam-ba-dam fariyādmisāl-e-nai mirī har ek ustuḳhvāñ se sunoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کرو ہزار ستم لے کے ذکر کیا یک یارشکایت اپنی تم اس اپنے نیم جاں سے سنوkaro hazār sitam le ke zikr kyā yak yaarshikāyat apnī tum is apne nīm-jāñ se sunoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خدا کے واسطے اے ہمدمو نہ بولو تمپیام لایا ہے کیا نامہ بر وہاں سے سنوḳhudā ke vāste ai hamdamo na bolo tumpayām laayā hai kyā nāma-bar vahāñ se sunoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تمہارے عشق نے رسوا کیا جہاں میں ہمیںہمارا ذکر نہ تم کیونکہ اک جہاں سے سنوtumhāre ishq ne rusvā kiyā jahāñ meñ hameñhamārā zikr na tum kyūñki ik jahāñ se sunoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل گیا رونق حیات گئیغم گیا ساری کائنات گئیdil gayā raunaq-e-hayāt ga.īġham gayā saarī kā.enāt ga.īجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بن ترے اے بت خود کام یہ دل کو ہے خطرتیرے عاشق کا تمام آہ کہیں کام نہ ہوbin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatartere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جلوہ دکھا رہا ہے وہ آئینۂ جمالآتی ہے ہم کو شرم کہ کیا منہ دکھائیں ہمjalva dikhā rahā hai vo ā.īna-e-jamālaatī hai ham ko sharm ki kyā muñh dikhā.eñ hamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi