گئی یک بہ یک جو ہوا پلٹ نہیں دل کو میرے قرار ہےکروں اس ستم کو میں کیا بیاں مرا غم سے سینہ فگار ہےga.ī yak-ba-yak jo havā palaT nahīñ dil ko mere qarār haikarūñ us sitam ko maiñ kyā bayāñ mirā ġham se siina figār haiGhamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہ رعایۂ ہند تبہ ہوئی کہوں کیا جو ان پہ جفا ہوئیجسے دیکھا حاکم وقت نے کہا یہ بھی قابل دار ہےye re.āyā-e-hind tabah huī kahūñ kyā jo in pe jafā huījise dekhā hākim-e-vaqt ne kahā ye bhī qābil-e-dār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہ کسی نے ظلم بھی ہے سنا کہ دی پھانسی لوگوں کو بے گناہوہی کلمہ گویوں کی سمت سے ابھی دل میں ان کے بخار ہےye kisī ne zulm bhī hai sunā ki dī phāñsī logoñ ko be-gunāhvahī kalma-goyoñ kī samt se abhī dil meñ un ke buḳhār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ تھا شہر دہلی یہ تھا چمن کہو کس طرح کا تھا یاں امنجو خطاب تھا وہ مٹا دیا فقط اب تو اجڑا دیار ہےna thā shahr-e-dehlī ye thā chaman kaho kis tarah kā thā yaañ amanjo ḳhitāb thā vo miTā diyā faqat ab to ujḌā dayār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہی تنگ حال جو سب کا ہے یہ کرشمہ قدرت رب کا ہےجو بہار تھی سو خزاں ہوئی جو خزاں تھی اب وہ بہار ہےyahī tañg haal jo sab kā hai ye karishma qudrat-e-rab kā haijo bahār thī so ḳhizāñ huī jo ḳhizāñ thī ab vo bahār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جی میں آتا ہے کہ کچھ اور بھی موزوں کیجےدرد دل ایک غزل میں تو سنایا نہ گیاjī meñ aatā hai ki kuchh aur bhī mauzūñ kiijedard-e-dil ek ġhazal meñ to sunāyā na gayāمیر تقی میرMir Taqi Mir
اس اندیشے سے ضبط آہ میں کرتا رہوں کب تککہ مغ زادے نہ لے جائیں تری قسمت کی چنگاریIss Andeshe Se Zabt-E-Aah Main Karta Rahon Kab TakK Munaa Zade Na Le Jaen Teri Qismat Ki Changariعلامہ اقبالAllama Iqbal
آیا ہے دیکھنے کو تیرے نظیر اے گلدکھلا دے ٹک تو اس کو دیدار ہنستے ہنستےنظیر اکبرآبادیNazeer Akbarabadi