یہ کسی نے ظلم بھی ہے سنا کہ دی پھانسی لوگوں کو بے گناہوہی کلمہ گویوں کی سمت سے ابھی دل میں ان کے بخار ہےye kisī ne zulm bhī hai sunā ki dī phāñsī logoñ ko be-gunāhvahī kalma-goyoñ kī samt se abhī dil meñ un ke buḳhār haiDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گئی یک بہ یک جو ہوا پلٹ نہیں دل کو میرے قرار ہےکروں اس ستم کو میں کیا بیاں مرا غم سے سینہ فگار ہےga.ī yak-ba-yak jo havā palaT nahīñ dil ko mere qarār haikarūñ us sitam ko maiñ kyā bayāñ mirā ġham se siina figār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہ رعایۂ ہند تبہ ہوئی کہوں کیا جو ان پہ جفا ہوئیجسے دیکھا حاکم وقت نے کہا یہ بھی قابل دار ہےye re.āyā-e-hind tabah huī kahūñ kyā jo in pe jafā huījise dekhā hākim-e-vaqt ne kahā ye bhī qābil-e-dār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ تھا شہر دہلی یہ تھا چمن کہو کس طرح کا تھا یاں امنجو خطاب تھا وہ مٹا دیا فقط اب تو اجڑا دیار ہےna thā shahr-e-dehlī ye thā chaman kaho kis tarah kā thā yaañ amanjo ḳhitāb thā vo miTā diyā faqat ab to ujḌā dayār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہی تنگ حال جو سب کا ہے یہ کرشمہ قدرت رب کا ہےجو بہار تھی سو خزاں ہوئی جو خزاں تھی اب وہ بہار ہےyahī tañg haal jo sab kā hai ye karishma qudrat-e-rab kā haijo bahār thī so ḳhizāñ huī jo ḳhizāñ thī ab vo bahār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مخالف ساز کا ہوتا نہیں سوزجہاں میں ساز کا ہے ہم نشیں سوزMukhalif Saaz Ka Hota Nahin SouzJahan Mein Saaz Ka Hai Hum Nasheen Souzعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہم آہنگی سے ہے محفل جہاں کیاسی سے ہے بہار اس بوستاں کیHum Aahangi Se Hai Mehfil Jahan KiIss Se Hai Bahar Iss Bostan Kiعلامہ اقبالAllama Iqbal