یہی تنگ حال جو سب کا ہے یہ کرشمہ قدرت رب کا ہےجو بہار تھی سو خزاں ہوئی جو خزاں تھی اب وہ بہار ہےyahī tañg haal jo sab kā hai ye karishma qudrat-e-rab kā haijo bahār thī so ḳhizāñ huī jo ḳhizāñ thī ab vo bahār haiKhudaBaharبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گئی یک بہ یک جو ہوا پلٹ نہیں دل کو میرے قرار ہےکروں اس ستم کو میں کیا بیاں مرا غم سے سینہ فگار ہےga.ī yak-ba-yak jo havā palaT nahīñ dil ko mere qarār haikarūñ us sitam ko maiñ kyā bayāñ mirā ġham se siina figār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہ رعایۂ ہند تبہ ہوئی کہوں کیا جو ان پہ جفا ہوئیجسے دیکھا حاکم وقت نے کہا یہ بھی قابل دار ہےye re.āyā-e-hind tabah huī kahūñ kyā jo in pe jafā huījise dekhā hākim-e-vaqt ne kahā ye bhī qābil-e-dār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یہ کسی نے ظلم بھی ہے سنا کہ دی پھانسی لوگوں کو بے گناہوہی کلمہ گویوں کی سمت سے ابھی دل میں ان کے بخار ہےye kisī ne zulm bhī hai sunā ki dī phāñsī logoñ ko be-gunāhvahī kalma-goyoñ kī samt se abhī dil meñ un ke buḳhār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ تھا شہر دہلی یہ تھا چمن کہو کس طرح کا تھا یاں امنجو خطاب تھا وہ مٹا دیا فقط اب تو اجڑا دیار ہےna thā shahr-e-dehlī ye thā chaman kaho kis tarah kā thā yaañ amanjo ḳhitāb thā vo miTā diyā faqat ab to ujḌā dayār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اے شاہ حسن مجھ کوں تمہاری جناب میںمدت سیں بندگی کا جو اقرار تھا سو ہےسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
ظفر آدمی اس کو نہ جانئے گا وہ ہو کیسا ہی صاحب فہم و ذکاجسے عیش میں یاد خدا نہ رہی جسے طیش میں خوف خدا نہ رہا'zafar' aadmī us ko na jāniyegā vo ho kaisā hī sāhab-e-fahm-o-zakājise aish meñ yād-e-ḳhudā na rahī jise taish meñ ḳhauf-e-ḳhudā na rahāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
قوت دست خدائی ہے شکیبائی میںوقت جب آ کے پڑا ہے یہی کام آئی ہےquvvat-e-dast-e-ḳhudā.ī hai shakebā.ī meñvaqt jab aa ke paḌā hai yahī kaam aa.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گرچہ ہے میری جستجو دیر و حرم کی نقشہ بندمیری فغاں سے رستخیز کعبہ و سومنات میںgarche hai merī justujū dair o haram kī naqsha-bandmerī fuġhāñ se rustaḳhez ka.aba o somnāt meñعلامہ اقبالAllama Iqbal