کیوں نہ ہو چشم بتاں محو تغافل کیوں نہ ہو
Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 3 sher · Roman Urdu ke saath
kyuuñ na ho chashm-e-butāñ mahv-e-taġhāful kyuuñ na hoya.anī us bīmār ko nazzāre se parhez hai
marte marte dekhne kī aarzū rah jā.egīvaa.e nākāmī ki us kāfir kā ḳhanjar tez hai
āriz-e-gul dekh rū-e-yār yaad aayā 'asad'joshish-e-fasl-e-bahārī ishtiyāq-añgez hai