رمزِ زندگیRamz E Zindagi

دونوں جہان دے کے وہ سمجھے یہ خوش رہا

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 3 sher · Roman Urdu ke saath

donoñ jahān de ke vo samjhe ye ḳhush rahāyaañ aa paḌī ye sharm ki takrār kyā kareñ
thak thak ke har maqām pe do chaar rah ga.eterā pata na paa.eñ to nā-chār kyā kareñ
kyā sham.a ke nahīñ haiñ havā-ḳhvāh bazm meñho ġham hī jāñ-gudāz to ġham-ḳhvār kyā kareñ