رمزِ زندگیRamz E Zindagi

پنچاب کے دہقان سے

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 7 sher · Roman Urdu ke saath

Bata Kya Teri Zindagi Ka Hai RaazHazaron Baras Se Hai Tu Khakbaz
Zameen Mein Hai Go Khakiyon Ke BaratNahin Iss Andhere Mein Aab-e-Hayat
Zamane Mein Jhoote Hai Uss Ka NageenJo Apni Khudi Ko Parakhta Nahin
Butan-e-Shaub-o-Qabail Ko TorhRasoom-e-Kuhan Ke Salasil Ko Torh
Yehi Deen-e-Mohkam, Yehi Fateh-e-BaabKe Dunya Mein Touheed Ho Be-Hijab
Bakhak-e-Badan Dana-e-Dil FashanKe Aeen Dana Dar Daz Hasil Nishan