نادر شاہ افغان
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Huzoor-e-Haq Se Chala Le Ke Luluye LalaWoh Abar Jis Se Rag-e-Gul Hai Misl-e-Taar-e-Nafs
Behisht Rah Mein Dekha To Ho Gya BetaabAjab Maqam Hai, Ji Chahta Hai Jaun Baras
Sada Behisht Se Ayi Ke Muntazir Hai TeraHarat-o-Kabil-o-Ghazni Ka Sabza-e-Naurasta
Sar Shak-e-Dida-e-Nadir Ba Dagh-e-Lala FashanChana Ke Atish-e-Ao Ra Digar Firo Na Nishan !