رمزِ زندگیRamz E Zindagi

نکل کر خانقاہوں سے ادا کر رسم شبيري

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Nikl Kar Khanqahon Se Ada Kar Rasm-E-ShabeeriKe Faqr-E-Khanqahi Hai Faqat Andoh-O-Dilgeeri
Tere Deen-O-Adab Se Aa Rahi Hai Boo’ay RuhbaniYe Hai Marne Wali Ummaton Ka Alam-E-Peeri
Shayateen-E-Mulookiat Ki Ankhon Mein Hai Vo JadooK Khud Nakhcheer Ke Dil Mein Ho Paida Zuaq-E-Nakhcheeri
Che Be Parwa Gazashtand Az Nawa’ay Subahgah-E-MannKe Burd Aan Shor-O-Masti Az Seeh Chasmaan-E-Kashmiri !