دگرگوں جہاں ان کے زور عمل سے
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath
Digargoon Jahan Un Ke Zor-E-Amal SeBare Maarke Zinda Qoumon Ne Mare
Munjam Ki Taqweem-E-Farda Hai BatilGiray Aasman Se Purane Sitare
Zameer-E-Jahan Iss Qadar Atisheen HaiKe Darya Ki Moujon Se Tootay Sitare
Zameen Ko Faraghat Nahin Zalzalon SeNumayan Hain Fitrat Ke Bareek Ishare
Hamala Ke Chashme Ubalte Hain Kab TakKhizar Sochta Hai Woolar Ke Kinare