غريب شہر ہوں ميں، سن تو لے مري فرياد
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Ghareeb-E-Shehar Hon Mein, Sun To Le Meri FaryadKe Tere Sine Mein Bhi Hon Qayamatain Abad
Meri Nawa’ay Gham Aalood Hai Mataa-E-AzizJahan Mein Aam Nahin Doulat-E-Dil Na-Shaad
Gila Hai Mujh Ko Zamane Ki Kaur Zauqi SeSamjhta Hai Meri Mehnat Ko Mehnat-E-Farhad
Sada’ay Tesha K Bar Sang Mei-Khud Degar AstKhabar Bageer K Awaz-E-Tesha Wa Jigar Ast