رمزِ زندگیRamz E Zindagi

گل پژمردہ

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 6 sher · Roman Urdu ke saath

Kis Zuban Se Ae Gul-e-Pazmurda Tujh Ko Gul KahunKis Tarah Yujh Ko Tamanye Dil-e-Bulbul Kahun
Thi Kabhi Mouj-e-Saba Gehwara-e-Junbaan TeraNaam Tha Sehan-e-Gulistan Mein Gul-e-Khandan Tera
Tujh Pe Barsata Hai Shabnam Didah-e-Giryan MeraHai Nihan Teri Udasi Mein Dil-e-Weeran Mera
Humcho Ne Az Neestan-e-Khud Hikayat Mee KunamBashno Ae Gul! Az Judai Ha Shikayat Mee Kunam