Agarcha Zar Bhi Jahan Mein Hai Qazi-Ul-HajatJo Faqar Se Hai Mayassar, Toungari Se Nahin
Agar Jawan Hon Meri Qoum Ke Jasoor-o-GhayyoorQalandari Meri Kuch Kam Sikandari Se Nahin
Sabab Kuch Aur Hai, Tu Jis Ko Khud Samajhta HaiZawal Banda-e-Momin Ka Be-Zarri Se Nahi
Agar Jahan Mein Jouhar Aashkara HuwaQalandari Se Huwa Hai, Toungari Se Nahin