اگرچہ زر بھی جہاں میں ہے قاضی الحاجاتجو فقر سے ہے میسر، تو نگری سے نہیںAgarcha Zar Bhi Jahan Mein Hai Qazi-Ul-HajatJo Faqar Se Hai Mayassar, Toungari Se NahinDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر جواں ہوں مری قوم کے جسور و غیورقلندری مری کچھ کم سکندری سے نہیںAgar Jawan Hon Meri Qoum Ke Jasoor-o-GhayyoorQalandari Meri Kuch Kam Sikandari Se Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal
سبب کچھ اور ہے، تو جس کو خود سمجھتا ہےزوال بندہ مومن کا بے زری سے نہیںSabab Kuch Aur Hai, Tu Jis Ko Khud Samajhta HaiZawal Banda-e-Momin Ka Be-Zarri Se Nahiعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر جہاں میں مرا جوہر آشکار ہواقلندری سے ہوا ہے، تو نگری سے نہیںAgar Jahan Mein Jouhar Aashkara HuwaQalandari Se Huwa Hai, Toungari Se Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi