فقر و راہبي
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 6 sher · Roman Urdu ke saath
Kuch Aur Cheez Hai Shaid Teri MusalmaniTeri Nigah Mein Hai Aik, Faqr-o-Ruhbani
Sukoon Prasti-e-Rahab Se Faqr Hai BezarFaqeeh Ka Hai Safina Humasha Toofani
Pasand Rooh-o-Badan Ki Hai Wa Namood Iss KoKe Hai Nihayat-e-Momin Khudi Ki Uryani
Wujood Saer Fee Kainat Hai Uss KaUsse Khabar Hai, Ye Baq Hai Aur Woh Fani
Issi Se Puch Ke Paish-e-Nigah Hai Jo KuchJahan Hai Ya Ke Faqt Rang-o-Boo Ki Tughyani
Ye Faqr Mard-e-Musalman Ne Koh Diya Jab SeRahi Na Doulat-e-Salmani-o-Sulemani