Aqal Muddat Se Hai Iss Pechaak Mein Uljhi HuwiRooh Kis Johar Se, Khaak-e-Teerah Kis Johar Se Hai
Meri Mushkil, Masti-o-Shor-o-Suroor-o-Dard-o-DaghTeri Mushkil, Mai Se Hai Saghir Ke Mai-e-Saghir Se Hai
Irtabat-e-Harf-o-Maani, Ikhtalaat-e-Jaan-o-TanJis Tarah Akhgar Qaba Posh Apni Khakstar Se Hai!