Aya Kahan Se Nala-e-Ne Mein Suroor-e-MaiAsal Uss Ki Ne Nawaz Ka Dil Hai Ke Chob-e-Ne!
Dil Kya Hai, Uss Ki Masti-o-Quwwat Kahan Se HaiKyun Iss Ki Nigah Ulati Hai Takht-e-Ke
Kyun Is Ski Zindagi Se Hai Aqwam Mein HayatKyun Iss Ke Wardat Badalte Hain Pe Ba Pe
Kya Baat Hai Ke Sahib-e-Dil Ki Nigah MeinJachti Nahin Hai Saltanat Rome-o-Sham-o-Re
Jis Roz Dil Ki Ramz Mughanni Samajh GyaSamjho Tamam Marhala Haye Hunar Hain Tae