مخلوقات ہنر
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Hai Ye Firdous-e-Nazar Ahl-e-Hunar Ki TamerFash Hai Chashm-e-Tamasha Pe Nihan Khan-e-Zaat
Na Khudi Hai, Na Jahan-e-Sehar-o-Sham Ke DourZindagaani Ki Hareefana Kashakash Se Nijat
Aah, Woh Kafir Bechara Ke Hain Uss Ke SanamAsr-e-Rafta Ke Wohi Toote Huwe Laat-o-Manaat!
Tu Hai Miyyat, Ye Hunar Tere Janaze Ka ImamNazar Ayi Hai Jise Marqad Ke Shabistan Mein Hayat!