Hai Shair-e-Ajam Gharche Tarabnaak-o-Dil-AwaizIss Shair Se Hoti Nahin Shamsheer-e-Khudi Taiz
Afsurda Agar Iss Ki Nawa Se Ho GulistanBehtar Hai Ke Khamosh Rahe Murgh-e-Sehar Khaiz
Woh Zarb Agar Koh Shikan Bhi Ho To Kya HaiJis Se Mutazalzal Na Huwi Doulat-e-Parviaz
Iqbal Ye Hai Khara Tarashi Ka Zamana‘Az Har Che Ba-Aaeena Nama-Yand Ba Parhaiz’