Woh Naghma Sardi-e-Khoon-e-Ghazal Sara Ki DaleelKe Jis Ko Sun Ke Tera Chehra Taabnaak Nahin
Nawa Ko Karta Hai Mouj-e-Nafs Se Zahr AloodWoh Ne Nawaz Ke Jis Ka Zameer Paak Nahin
Phira Mein Mashriq-o-Maghrib Ke Lala Zaron MeinKisi Chaman Mein Greban-e-Lala Chaak Nahin